Kya Huzoor ﷺ Door Se Salam Sunte Hai Our Jawab Bhi Dete Hai*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 061 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇   Kya Huzoor ﷺ Door Se Salam Sunte Hai Our Jawab Bhi Dete Hai*


*✍️ JAWAB-;*
*📇     Ek Sahabi Ne Huzoor ﷺ Ko Makkah Se Salam Kiya Huzoor ﷺ Ne Madinah Se Jawab Diya Hazrat Imam Bayhaqi Al Mutawaffah 458 Hijri Hadith Code Karte Hazrat Khubayb Bin Adi رضي الله عنه Ko Makkah Me Jab Mushriko Ne Qaid Kar Liya Aur Soli Par Chada Diya To Hazrat Khubayb Bin Adi رضي الله عنه Ne Waha Se Rasool Allah ﷺ Par Akhiri Salam Bheja Salam Alayka Ya Rasool Allah ﷺ Aur Madine Se Rasool Allah ﷺ Ne Uska Jawab Diya*
*📚 Dalail un-Nabuwwah Vol 3 Page 331*

*👉 NOTE; Yani Sahabi Makkah Me Aur Huzoor ﷺ Madinah Shareef Me Jo 450.km Dor Hai Lekin Sahabi Ne Salam Kiya Aur Aaqa ﷺ Ne Sun Bhi Liye Aur Jawab Bhi Diya Yani Sahabi Ka Aqeeda Tha Ke Huzoor ﷺ Hazir Nazir Hai Aur Ilm e Gaib Bhi Hai Mera Salam Sun Rahe Hai Aur Mujhe Dekh Bhi Rahe Hai*
*Tabhi To Mere Imam Alahazrat رضي الله عنه Farmate Hain Door o Nasdik Se Sunne Wale Wo Kaan Kane Laale Karamaat Pe Lakho Salam*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सलातो सलाम पड़ना कैसा है 3⃣

सलातो सलाम पड़ना कैसा है2⃣2⃣